The following poem is a deliberate effort by me to write a rhyming poem, the lines in continuum may be annoying.Will refine it a bit though in future, so that it is not such a torture.Leaving for now and I take a bow :
Kismat ka khel hai bada ajooba,
Har Isaan ismey hai kabhi toh dooba
Dar na rakh rab ke siva is duniya main
Rab humesha saath tere , yaad rakh yeh dhyan main
Tere Chahney waloon ko chah tu
Pyaar aur aadar sey rishto ko nihar tu
Kyonki Zindagi mein jab aati hain pareshani
Maaf karna bhai par paiso sey zyada yaari hain kaam aati
Gyaan key bijay , paisao ke chaley gaye hum peechey
Zoraratoh ke aagey, sir ko chuka diya humney nichey
Sahi ho ya na ho yeh,
Ab soch key kya karogey bawarey
Jismey mauka miley chamaklo usmey
Phir mauka zindagi mey ,miley ya na miley
Jeo har din samaj ke yeh hai akhiri
Tabhi karogey joh hain sahi main jarori